Sbi Yono Cash Withdrawal Without ATM Card – Bager ATM Card Ke Paise Kaise Nikalen
Doston aaj ki is Post me batane ja raha hun ki aap bager ATM Card ke ATM Machine se paise kaise withdrawal kar sakte hai, Doston YONO CASH ek bahut hi badhiya service hai SBI ki taraf se, kyunki ho sakta aap apne ghar se kahin baahr ho or Apka ATM Card bhi apke sath hai, or agar us time aapke family ko kuchh cash ki jarurat pad jaye to aap kya karoge,
Step 1: Sbi Yono app Install karen or Login karen
Step 2: ab aap Yono Pay wale option ko select karen, or phir Yono Cash wale option pe click karen,
Step 3: ab sbi collect ATM wale otion pe cllick karen
Step 4: ab aap Amount enter karen jitna aap nikalna chahte hai, Dhayan de ki aap SBI Yono Cash se 1 Din me sirf 10000 hi withdrawal kar sakte hai,
Step 5: ab apko 6 Digit ka koi bhi PIN Set karna hoga, iski sahayta se hi ham ATM Machine se bager ATM Card ke paise sbi share price nikal payenge,
Step 6: i agree to the terms and conditions ko Tick karen, or Confirm pe click karen
Step 7: ab aapke mobile pe 1 sms aaya hoga, jisme 6 Digit ka code hoga,
Step 10: sbi collect ab aap Amount enter karen or ok karen
Step 11: ab apko PIN enter karna hai, jo apne 6 Digit ka set kiya, or OK kar dena,
Step 12: Bas finally apka cash kuchh hi secondon me machine bahar aa jayega, to i hope ki aap is post me poori tarah samjh gaye honge ki ham sbi yono cash ka istemal kaise sbi share price kar sakte hai, or kaise atm machine se paise withdrawl kar sakte hai, kisi bhi tarah ki suggestion ke liye hame Comment karke jarur bataye…Dhanyawaad